akpwc.blogg.se

Khawab aur un ki tabeer in urdu pdf
Khawab aur un ki tabeer in urdu pdf





khawab aur un ki tabeer in urdu pdf

badan ki quwwat uska husn un logon k husne haal par dalallat karta he jin par badan dalallat karta he is me kamzori or bad bu unk suey haal ki daleel he jin par badan ka itlaaq he.kabhi badan ki dalallat un chizon par hoti he jo insan ko chhupate hen masln libaas bivi maskan mehboob aolad potay waghaira kisi tarha un logon par bhi dlallat karta he jin k aeza se khud ko bachana hota he maslan badshah sardar waghaira.badan ka barhna mota hona maal o izzat ki ziyadti he badan ka km ya kamzoor hona maali or ilmi nuksaan ki daleel he kabhi kabhi iski dalallat na pasandeda logon se muhabbat kam hone par hoti he.kisi ne dekha wo apa jism khujla raha he lekin usko sakoo nhe mil raha daleel he rishtedaron ki taraf se usko takleef milegi agar khujlane se rahat o sakoo mehsus kare to ye khairey azeem milne ki daleel he.kisi ne dekha k wo khawab me apne jism ko khujlata he to daleel he wo apne rishtedaon k ehwal ki nigehbani karega is me usko takleef hogi.

khawab aur un ki tabeer in urdu pdf

  • khawab me baddan k adar ghair mamuli tabdeli jo nuksan de na ho kasrate nemat ki nishani hai.
  • kisi ne khawab dekha k uska jism lohay ka he to uskmarne ki alamat he.
  • kisi ne dekha k uski sureen bakery ki sureen ki trha ban gai he to wald marzuk ki daleel he jo uski achhi zindagi ka sabab bane gi.
  • kisi ne dekha k uska jism sanp k jism ki tarha ban gya he to iski tabeer ye he k wo adawt ko zahir krega.
  • khawab me badan ka mota hona or qawwi hona usk deen o emaan k mazbut hone ki alamat he11.
  • Khwab nama khwab men insani badan dekhna ki tabeer English







    Khawab aur un ki tabeer in urdu pdf